SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fezl"
Ghazal MATCHES FOR ".fezl"
Ghazal
mai.n us se judaa huu.n vo mujh se judaa hai
mohabbat ke maaro.n pe fazl-e-KHudaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
kiyaa raushan charaaG-e-dil kuu.n mere
'siraaj' ab fazl-e-rahmaanii yahii hai
Siraj Aurangabadi
Ghazal
maGruur na ho fazl-e-KHizaa.n aa ke chaman me.n
aise bhii hai.n kuchh phuul jo murjhaa nahii.n sakte
Shakeel Badayuni
Ghazal
na kar shumaar ki har shai ginii nahii.n jaatii
ye zindagii hai hisaabo.n se jii nahii.n jaatii
Fazl Tabish
Ghazal
qaul-e-momin hai us ke fel kii sharh
vo jo kahtaa hai kar guzartaa hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Guruur-e-husn tujhe jis qadar ho zebaa hai
KHudaa ke fazl se suurat bhii hai shabaab bhii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
likh rakhe hai.n mai.n ne bhii fazl-e-azaab
maalik-e-roz-e-qayaamat zinda huu.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
apne har fe.al me.n goyaa hai darinda 'kaashif'
bas ma.aanii me.n hii insaan liyaa hai mai.n ne
Kashif Lashari
Ghazal
Fazl Tabish
Ghazal
lutf-e-iizadii hii se ummiid hai inshaa-allaah
kuchh nahii.n rakhte hai.n ham fazl o hunar kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
phuulo.n me.n vo halkii sii kalii khil ga.ii jaise
ai 'fazl' vo andaaz-e-tabassum hii rahaa yaad
Fazl Lakhnavi
Ghazal
badan kaa ramz samajh ruuh kaa ishaara samajh
mujhe samajh na samajh dukh miraa KHudaaraa samajh
Fazl Geelani
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
rakh tavaazun kuchh to vaa.iz tuu bhii qaul-o-fe.al me.n
log girviida nahii.n hote faqat taqriir par