SEARCH RESULTS
Showing search results for ".folo"
Ghazal MATCHES FOR ".folo"
Ghazal
photo me.n dil kii choT na tabdiil ho sakii
naqle.n utaar utaar ke akkaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
nafrat sii ho ga.ii hai mohabbat ke naam se
photo haTaa chuke hai.n tiraa Diary se ham
Siddharth Saini Saad
Ghazal
ye shahr-e-sa.ng hai patthar ke log rahte hai.n
yahaa.n pe phol khilaane kii zid nahii.n karte
Chandni Pandey
Ghazal
haath me.n le kar suuraj kaa naaranjii album
shaam vo photo kise dikhaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
o muskuraate taaro o khilkhilaate phuulo
ko.ii ilaaj merii aashufta-KHaatirii kaa
Majeed Amjad
Ghazal
un raqiibo.n me.n photo khi.nchaane ke baad
kyaa milegaa tumhe.n jii jalaane ke ba.ad
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
muddato.n qaa.im rahe.ngii ab dilo.n me.n garmiyaa.n
mai.n ne photo le liyaa us ne nazar pahchaan lii
Akbar Allahabadi
Ghazal
dharne pe baiThne vaale paagal pichh.Dii zaat ke the sab
D.s.l.r vaalaa bas photo session kartaa thaa
Osama Zakir
Ghazal
apne hunar se 'shams' the jugnuu the jo bhii the
photo kisii ke saath khi.nchaane nahii.n ga.e
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
mere lab par ik to us ko sogvaarii chaahiye
aur is par ye ki photo muskuraatii chaahiye
Prashant Sharma Daraz
Ghazal
Ayush Charag
Ghazal
jaanaa.n tumhaarii photo mobile me.n hai magar
be-chainiyo.n kaa us se izaala nahii.n hu.aa
Kashif Shakeel
Ghazal
ai adiib-e-pur-go.ii farz to nahii.n ko.ii
kyaa barii hai KHaamoshii ol-fol bakne se
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
ai lucknow ke phuulo na 'manzar' ko sataa.o
ghabraa ke chalaa jaa.e na be-chaara kahii.n aur