SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fqih"
Ghazal MATCHES FOR ".fqih"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
faqiih-e-shahr kii majlis se kuchh bhalaa na hu.aa
ki us se mil ke mizaaj aur kaafiraana hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
sabhii gunaah mai.n ha.ns kar qubuul kar luu.ngaa
faqiih-e-shahr kaa tujh ko KHitaab mil jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
kisii ke husn ko bin maa.nge baaj dete hai.n
vaziir miir sipaahii faqiih zauq-e-shahii
Shahzad Qais
Ghazal
faqiih-e-shahr kii majlis nahii.n ki duur raho
ye bazm-e-piir-e-muGaa.n hai qariib aa jaa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
faqiih-e-shahr se mai kaa javaaz kyaa puuchhe.n
ki chaa.ndnii ko bhii hazrat haraam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
faqiih-e-shahr kii tahqiir kyaa majaal mirii
magar ye baat ki mai.n Dhuu.nDtaa huu.n dil kii kushaad
Allama Iqbal
Ghazal
kise KHabar ki safiine Dubo chukii kitne
faqiih o suufii o shaa.ir kii naa-KHush-andeshii
Allama Iqbal
Ghazal
ilm faqiih o hakiim faqr masiih o kaliim
ilm hai juuyaa-e-raah faqr hai daanaa-e-raah
Allama Iqbal
Ghazal
sikhaa diye hai.n use sheva-haa-e-KHaanqahii
faqiih-e-shahr ko suufii ne kar diyaa hai KHaraab
Allama Iqbal
Ghazal
Arsh Siddiqui
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
faqiih-e-shahr ke baare merii raa.e thii
gunaahgaar hai patthar nahii.n uThaa.egaa
Anjum Khayali
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
faqiih-e-shahr kii har baat maan lo chup-chaap
agar savaal uThaayaa, to zindagii se ga.e
Irfan Sattar
Ghazal
vo faqiih-e-kuu-e-baatin hai aduu-e-diin-o-millat
kisii KHauf-e-duniyavii se jo taraash de fasaana
Mahirul Qadri
Ghazal
Shorish kashmiri
Ghazal
hidaayato.n kaa hai mohtaaj naama-bar kii tarah
faqiih-e-shahr tilism-e-bayaa.n ke hote hu.e
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
faqiih-e-shahr kii baato.n se dar-guzar behtar
bashar hai aur Gam-e-aab-o-daana rakhtaa hai
Anjum Rumani
Ghazal
tamaam gumbad-o-miinaar-o-mimbar-o-mehraab
faqiih-e-shahr kii imlaak ke sivaa kyaa hai