SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fqih"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".fqih"
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq faqiih-e-haram ishq amiir-e-junuuud
ishq hai ibnus-sabiil is ke hazaaro.n maqaam
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
faqiih-e-shahr kii majlis se kuchh bhalaa na hu.aa
ki us se mil ke mizaaj aur kaafiraana hu.aa
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".fqih"
Ghazal
faqiih-e-shahr kii majlis nahii.n ki duur raho
ye bazm-e-piir-e-muGaa.n hai qariib aa jaa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
faqiih-e-shahr se mai kaa javaaz kyaa puuchhe.n
ki chaa.ndnii ko bhii hazrat haraam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
faqiih-e-shahr kii tahqiir kyaa majaal mirii
magar ye baat ki mai.n Dhuu.nDtaa huu.n dil kii kushaad
Allama Iqbal
Ghazal
kise KHabar ki safiine Dubo chukii kitne
faqiih o suufii o shaa.ir kii naa-KHush-andeshii
Allama Iqbal
Ghazal
ilm faqiih o hakiim faqr masiih o kaliim
ilm hai juuyaa-e-raah faqr hai daanaa-e-raah
Allama Iqbal
Ghazal
sikhaa diye hai.n use sheva-haa-e-KHaanqahii
faqiih-e-shahr ko suufii ne kar diyaa hai KHaraab
Allama Iqbal
Sher
vo jaataa rahaa aur mai.n kuchh bol na paayaa
chi.Diyo.n ne magar shor saa diivaar pe khii.nchaa


