SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gmz"
Ghazal MATCHES FOR ".gmz"
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mujh ko nahii.n qubuul do-aalam kii vus.ate.n
qismat me.n kuu-e-yaar kii do-gaz zamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
insaa.n kii KHvaahisho.n kii ko.ii intihaa nahii.n
do gaz zamii.n bhii chaahiye do gaz kafan ke ba.ad
Kaifi Azmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu is zamiin pe do-gaz hame.n jagah de de
udhar na jaa.e.nge hargiz idhar ke hote hu.e
Haseeb Soz
Ghazal
ye mahal ye maal o daulat sab yahii.n rah jaa.e.nge
haath aa.egii faqat do gaz zamii.n marne ke baad
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
jaante sab hai.n ki do gaz hii zamii.n apnii hai
kaun KHush rahtaa hai lekin kisii jaagiir ke saath
Rajesh Reddy
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
do chaar gaz ke faasle se muskuraa ke dekh
do chaar gaz ke faasle tak aa ke lauT jaa
Iftikhar Haidar
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
chehre pe jis ke naak hai gaz bhar kii dosto
dekho jo Gaur se use nakTaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
ant samay bas ye hii jhag.Daa rahtaa hai
das man lak.Dii do gaz kap.Daa rahtaa hai
Satya Prakash Soni
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
hamaare hisse me.n do-gaz zamiin bhii to nahii.n
hamaare haq me.n ko.ii aasmaan kaise ho
Siya sachdev
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
had-e-juGraafiya se sher kii duniyaa hai judaa
duur kiilaas se do gaz bhii yahaa.n tuur nahii.n