SEARCH RESULTS
Showing search results for ".gpat"
Ghazal MATCHES FOR ".gpat"
Ghazal
KHud ko tire me.aar se ghaT kar nahii.n dekhaa
jo chho.D gayaa us ko palaT kar nahii.n dekhaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHatar-pasand tabii.at ko saazgaar nahii.n
vo gulsitaa.n ki jahaa.n ghaat me.n na ho sayyaad
Allama Iqbal
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ik hashr saa bapaa thaa mire dil me.n ai 'shakeb'
kholii.n jo khi.Dkiyaa.n to zaraa shor ghaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
tumhaarii chiiKH tumhe.n be-panaah kar degii
shikaarii kab se lagaa.e hai ghaat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
itnaa ko.ii kahe ki divaane pa.Daa hai kyaa
jaa dekh abhii udhar ko.ii pariyo.n kaa GaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
phir bhii na meraa qaafila luTne se bach sakaa
mai.n ne KHabar to rakkhii thii ek ek ghaat kii
Parveen Shakir
Ghazal
vo tire husn kaa jaaduu ho ki meraa Gam-e-dil
har musaafir ko kisii ghaaT utar jaanaa hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
vo chaal ho ki badan ho kamaan jaisii kashish
qadam se ghaat adaa se adaa nikaltii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
har ek rahnumaa se bichha.Dnaa pa.Daa mujhe
har mo.D par ko.ii na ko.ii ghaat ho ga.ii