SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ibem"
Ghazal MATCHES FOR ".ibem"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
hai naaz-e-husn se jo farozaa.n jabiin-e-yaar
labrez aab-e-nuur hai chaah-e-zaqan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
aab-e-muhiit-e-ishq kaa bahr 'ajiib bahr hai
taire to Garq ho ga.e Duube to paar kar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
yahaa.n to jo bhii hai aab-e-ravaa.n kaa aashiq hai
kisii ne KHushk nadii kii taraf nahii.n dekhaa
Munawwar Rana
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
itfaa-e-naar-e-ishq na ho aab-e-ashk se
ye aag vo nahii.n jise paanii bujhaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
giraa.n-bahaa hai to hifz-e-KHudii se hai varna
guhar me.n aab-e-guhar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye ayaa.n jo aab-e-hayaat hai ise kyaa karuu.n
ki nihaa.n jo zahr ke jaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
vahii deriina biimaarii vahii naa-mohkamii dil kii
ilaaj is kaa vahii aab-e-nashaat-a.ngez hai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
vahii taptaa hu.aa sahraa vahii suukhe hu.e ho.nT
faisla kaun kare aab-e-ravaa.n kis kaa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vo sahmaa hu.aa aa.nsu.o.n kaa talaatum
vo aab-e-ravaa.n be-KHiraam allaah allaah