SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ind"
Ghazal MATCHES FOR ".ind"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aa.nkhe.n black-and-white hai.n to phir in me.n kyuu.n
ra.ng-bira.nge KHvaab kahaa.n se aate hai.n
Fariha Naqvi
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
film taqsiim-e-viraasat kaa yahii the-end hai
dard kuchh aisaa thaa jo gardan dabaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
to.Duu.n ye aa.ina ki ham-aaGosh-e-aks hai
hove na muj ko paas jo tere huzuur kaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
dil hai yaa saaz-e-shikasta hai na jaane kyaa hai
ek se ek KHush-aa.ind sadaa aatii hai
Shaukat Thanvi
Ghazal
ai qismat-e-fardaa ke KHush-aa.ind KHayaalo
raate.n na sahii din hii mire aa ke ujaalo
Waheed Akhtar
Ghazal
bahut se zamii.n me.n dabaa.e ga.e hai.n
bahut un ke aashiq jalaa.e ga.e hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'ahd-e-maazii ke KHush-aa.ind bhaTakte lamhe
vaqt aa pahu.nchaa hai ab haal kii jaagiir me.n aa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
bahlaa.e.n dil ko KHvaab-e-KHush-aa.ind se na kyuu.n
kyaa faa.eda ki zaKHm-e-kuhan taaza kiijiye
Anjum Rumani
Ghazal
mere KHush-aa.ind-mustaqbil kaa paiGambar bhii tuu
merii barbaadii kaa merii jaan pas-manzar bhii tuu
Sultan Rashk
Ghazal
daam-e-hastii hai KHush-aa.ind bhii dilkash bhii magar
u.Dte jaate hai.n giraftaar usii daam ke saath
Aziz Tamannai
Ghazal
''ahl-e-duniyaa kaafiraan-e-mutlaq-a.nd''
masnavii-e-ruum ye farmaa gayaa