SEARCH RESULTS
Showing search results for ".itxo"
Ghazal MATCHES FOR ".itxo"
Ghazal
ho laakh KHuub-ruu ko.ii apne ta.ii.n magar
hotaa hai aks-o-aa.ine par inhisaar bhii
Fakhr Abbas
Ghazal
tilism-e-aks-o-sadaa se nikle to dil ne jaanaa
ye harf kuchh kah rahe hai.n arz-e-hunar se aage
Jaleel 'Aali'
Ghazal
shab tirii tasviir kaa bosa liyaa aur yak-ba-yak
ik namii sii thii ki aks-o-aa.ina dhu.ndlaa ga.ii
Abeera Ahmad
Ghazal
Azhar Naqvi
Ghazal
aks-o-sadaa ne barq kii suurat safar kiyaa
pal me.n KHabar milii hai samundar ke paar kii
Shahzad Nayyar
Ghazal
kaise mai.n KHaalii karaa saktii thii ye dil apnaa
ghar ke diivaar-o-dar-o-aks-o-makii.n us ke saath
Rakhshanda Naved
Ghazal
ek maqaam hai jahaa.n ek hai.n aks-o-aa.ina
ishq ko jaa ke dekhiye husn kii jalva-gaah me.n
Kabir Ahmad Jaisi
Ghazal
shakl-e-aks-o-aa.ina masjid thii yaa mai-KHaana thaa
aap to mehmaan thaa aur aap saahab-KHaana thaa