SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jbt"
Ghazal MATCHES FOR ".jbt"
Ghazal
fareb de ke tiraa jism jiit luu.n lekin
mai.n pe.D kaaT ke kashtii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye ek baat samajhne me.n raat ho ga.ii hai
mai.n us se jiit gayaa huu.n ki maat ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
phir yuu.n hu.aa ki vaqt kaa paa.nsa palaT gayaa
ummiid jiit kii thii magar maat ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
tum ko lagtaa hai ki tum jiit ga.e ho mujh se
hai yahii baat to phir khel dubaara ho jaa.e
Yasir Khan Inam
Ghazal
baabaa duniyaa jiit ke mai.n dikhlaa duu.ngaa
apnii nazar se duur to mujh ko jaane de
Waseem Barelvi
Ghazal
ek zaraa sii jot ke bal par a.ndhiyaaro.n se bair
paagal diye havaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
maidaa.n kii haar jiit to qismat kii baat hai
TuuTii hai kis ke haath me.n talvaar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kahaa.n bisaat-e-jahaa.n aur mai.n kamsin-o-naadaa.n
ye merii jiit kaa sab ehtimaam tum se hai
Wasi Shah
Ghazal
mai.n ne pahu.nchaayaa use jiit ke har KHaane me.n
merii baazii thii mirii maat samajhtaa hii nahii.n
Fatima Hasan
Ghazal
kaam mushkil hai magar jiit hii luu.ngaa us ko
mere maulaa kaa 'vasii' juu.nhii ishaara hogaa
Wasi Shah
Ghazal
chal zindagii kii jot jagaa.e 'ajab nahii.n
laasho.n ke darmiyaa.n ko.ii rasta dikhaa.ii de