SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jot"
Ghazal MATCHES FOR ".jot"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ek zaraa sii jot ke bal par a.ndhiyaaro.n se bair
paagal diye havaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
chal zindagii kii jot jagaa.e 'ajab nahii.n
laasho.n ke darmiyaa.n ko.ii rasta dikhaa.ii de
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Meeraji
Ghazal
tire karam se yahaa.n bhii mujhe mayassar hai
jo zaahido.n kii 'ibaadat me.n Daaltaa hai KHalal
Ahmad Faraz
Ghazal
ishq kii jot jagaane me.n ba.Dii der lagii
saa.e se dhuup banaane me.n ba.Dii der lagii
Abbas Tabish
Ghazal
niilguu.n shabnamii kap.Do.n me.n badan kii ye jot
jaise chhantii ho sitaaro.n kii kiran kyaa kahnaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
hasiin naGma-saraa.o! bahaar ke din hai.n
labo.n kii jot jalaa.o! bahaar ke din hai.n