SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kny"
Ghazal MATCHES FOR ".kny"
Ghazal
tujhe hādsāt-e-paiham se bhī kyā milegā nādāñ
tirā dil agar ho zinda to nafas bhī tāziyāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
matlab key mohabbat ye tum ko hii mubaarak ho
ham pyaar to karte hai.n bevpaar nahii.n karte
Irfan Abid
Ghazal
jhuuT par jhuuT key bhar-maar liye phirtaa hai
vo mere shahar me.n aKHbaar liye phirtaa hai
Irfan Abid
Ghazal
gardish ne jis key ham ko fasaana banaa diyaa
Takraa.e baar baar usii aasmaa.n se ham
Geeta Thakur Raushni
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
Ritu Singh Rajput Rit
Ghazal
Ritu Singh Rajput Rit
Ghazal
ThanDii hu.ii na ashk-e-ravaa.n se bhii Gam key aag
aa.nsuu badal ga.e ki sharaare badal ga.e
Geeta Thakur Raushni
Ghazal
pahle mujrim ko hii miltii thii gunaaho.n kii sazaa
ab to ma.asuum key gardan me.n hii phande dekhe
Anwar Khan Anwar
Ghazal
Ritu Singh Rajput Rit
Ghazal
utar aayaa hai hariifo.n key taraf-daarii par
vo jise saamne karnaa thaa udhar se mai.n ne
Khurram Afaq
Ghazal
saaya-daarii key rivaayat kaa agar paas rakhe.n
phir khujuuro.n kaa to shahtiir nahii.n ho saktaa
Azhar Faragh
Ghazal
qur.aan kholne key zaruurat nahii.n rahii
biktii hai sub.h-o-shaam tilaavat KHariidiye
Hafeez Momin
Ghazal
hazaaro.n me.n kisii ik aadh ko duniyaa ataa key hai
hamaare vaaste us ne yahii fiisad nikaalaa hai
Hafeez Momin
Ghazal
goyaa mai.n zindagii key kisii bhaag dau.D me.n
itnaa ulajh gayaa huu.n ki uljhan me.n qaid huu.n
Irfan Abid
Ghazal
urdu key shaa.irii hai to hogii ye baat bhii
ilm-e-aruuz bhii hai rumuuz-o-nikaat bhii
Raakesh ulfat
Ghazal
raato.n me.n jagne ke liye aur chain khone ke liye
ham ne mohabbat yaar key biimaar hone ke liye