SEARCH RESULTS
Showing search results for ".konm"
Ghazal MATCHES FOR ".konm"
Ghazal
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atan
aur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiim
kis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
jis tarah faaltuu gul-daan pa.De rahte hai.n
apne ghar ke kisii kone se lagaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
pahle hii bahut KHaak u.Daa.ii hai yahaa.n par
mere liye is dasht kaa konaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n aa.e vo qaum kyaa
jis kaa javaan aa.iina-KHaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
diivaar ke gir pa.Dte hii uThne lage tuufaa.n
ab baiTh ke kone me.n bhii royaa na kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
na faqr ke liye mauzuu.n na saltanat ke liye
vo qaum jis ne ga.nvaa.ii mataa-e-taimuurii
Allama Iqbal
Ghazal
membarii se aap par to vaarnish ho jaa.egii
qaum kii haalat me.n kuchh is se jilaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
charaaG qaum kaa raushan hai arsh par dil ke
use havaa ke farishte bujhaa nahii.n sakte