SEARCH RESULTS
Showing search results for ".konm"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".konm"
Ghazal
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atan
aur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".konm"
Ghazal
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiim
kis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Marsiya
paidaa kare.nge qaum ik aisii ba-ruu-e-KHaak
jo raat din rahe.nge isii Gam me.n dard-naak
Meer Anees
Nazm
masjid-e-qurtuba
suurat-e-shamshiir hai dast-e-qazaa me.n vo qaum
kartii hai jo har zamaa.n apne amal kaa hisaab
Allama Iqbal
Ghazal
Rajesh Reddy
Nazm
lenin
vo qaum ki faizaan-e-samaavii se ho mahruum
had us ke kamaalaat kii hai barq o buKHaaraat
Allama Iqbal
Sher
qaum ke Gam me.n dinner khaate hai.n hukkaam ke saath
ra.nj leader ko bahut hai magar aaraam ke saath
Akbar Allahabadi
Nazm
26 january
mujrim huu.n mai.n agar to gunahgaar tum bhii ho
ai rahbaraan-e-qaum KHataa-kaar tum bhii ho

