SEARCH RESULTS
Showing search results for ".kubj"
Ghazal MATCHES FOR ".kubj"
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuu-ba-kuu phail ga.ii baat shanaasaa.ii kii
us ne KHushbuu kii tarah merii paziiraa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
hamaare baa'd jo aa.e.n unhe.n mubaarak ho
jahaa.n the kunj vahaa.n kaar-KHaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa aa.e raahat aa.ii jo kunj-e-mazaar me.n
vo valvala vo shauq vo armaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
jise merii aarzuu ho jo KHaraab-e-kuu-ba-kuu ho
mujhe dekhne se pahle tujhe be-naqaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
raushan hai mirii 'umr ke taariik chaman me.n
is kunj-e-mulaaqaat me.n jo vaqt guzaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
mo.atakif garche ba-zaahir huu.n tasavvur me.n magar
kuu-ba-kuu saath ye be-piir liye phirte hai.n