SEARCH RESULTS
Showing search results for ".lgae"
Ghazal MATCHES FOR ".lgae"
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki tum hii mujhe ijaazat do
tumhaarii tarah se ko.ii gale lagaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
is nazaakat kaa buraa ho vo bhale hai.n to kyaa
haath aave.n to unhe.n haath lagaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
vahii to sab se ziyaada hai nukta-chii.n meraa
jo muskuraa ke hamesha gale lagaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
badan me.n jaise lahuu taaziyaana ho gayaa hai
use gale se lagaa.e zamaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
jalaa ke mish.al-e-jaa.n ham junuu.n-sifaat chale
jo ghar ko aag lagaa.e hamaare saath chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mai-parastaa.n KHum-e-mai mu.nh se lagaa.e hii bane
ek din gar na hu.aa bazm me.n saaqii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
jin dukaano.n ne lagaa.e the nigah me.n baazaar
un dukaano.n kaa ye ronaa hai ki baazaar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
dekhiye naala-e-dil jaa ke lagaa.e kis se
jis kaa khaTkaa thaa vahii mufsida-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
meve lagaa.e kyaa kyaa KHush-zaa.eqa rasiile
chakhne se jin ke mujh ko shiirii.n-dahaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
zamaana aur abhii Thokare.n lagaa.e hame.n
abhii kuchh aur sa.nvar jaanaa chaahte hai.n ham
Wali Aasi
Ghazal
kis tarah kinaaro.n ko hai siine se lagaa.e
Thahre hu.e paanii kii adaa tum bhii to dekho
Bashar Nawaz
Ghazal
tumhaarii chiiKH tumhe.n be-panaah kar degii
shikaarii kab se lagaa.e hai ghaat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
vo ek lams-e-gurezaa.n hai aatish-e-be-soz
mujhe lagaa.e gale jal ke raakh ho jaa.e
Ammar Iqbal
Ghazal
Nasir Nizami
Ghazal
ab tuu us kii hu.ii jis pe mujhe pyaar aataa hai
zindagii aa tujhe siine se lagaa.e jaa.uu.n