SEARCH RESULTS
Showing search results for ".lzm"
Ghazal MATCHES FOR ".lzm"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
fe pe ik nuqta hai aur qaaf pe hai.n nuqta do
kaaf bhii KHaalii hai aur laam bhii KHaalii, ye le
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
kahtaa hai ko.ii jiim ko.ii laam zulf ko
kahtaa huu.n mai.n 'zafar' ki musattah hai kaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ham-sar-e-zulf qad-e-huur-e-shamaa.il Thahraa
laam kaa KHuub alif madd-e-muqaabil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
us ne mujhe salaam kiyaa laam ke baGair
ye baddu.aa thii mujh ko mire naam ke baGair
Syed Salman Gilani
Ghazal
halqa-e-zulf-e-butaa.n me.n hai bharii nik.hat-e-gul
ai dil is laam me.n buu-e-gul-e-islaam nahii.n
Amanat Lakhnavi
Ghazal
fauj-e-mizhgaa.n kaa kuchh iraada hai
zulf-e-pechaa.n ne laam baa.ndhaa hai
Muneer Shikohabadi
Ghazal
allaah re hausla mire qalb-e-do-niim kaa
jis ne sabaq pa.Dhaa hai alif laam miim kaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
vo aur ho.nge jo aaraam se guzaar rahe hai.n
hame.n to us ne kahii.n laam par lagaayaa hu.aa hai
Aftab Hussain
Ghazal
tere fasaane kii har KHushnumaa ibaarat me.n
kahii.n pe qaaf kahii.n laam honaa chaahtaa huu.n
Muntazir Qaimi
Ghazal
dono.n hii aa kar alif kii raushnii me.n zam hu.ii.n
ik tajallii laam kii aur ik tajallii miim kii
Aurang zeb
Ghazal
mai.n ne namaaz chho.D ke ik jaa.n bachaa.ii hai
ma.abuud-e-lam-yazal ye ibaadat qubuul kar
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
detaa huu.n vaasta mai.n tujhe panjatan kaa aaj
ai zaat-e-lam-yazl mere achchhe nasiib kar
Asad Raza Sahar
Ghazal
zindagii bhar zindagii kab kar sakii
zindagii mere liye thii jaise laam
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
mar rahe the rafta rafta mere sab mahsuur dost
aur mai.n masjid me.n rabb-e-lam-yazal kahtaa rahaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
har ek ishq ke kab qaa.ede se mahram hai
hanuuz shaiKH alif laam se nahii.n vaaqif
Shah Naseer
Ghazal
aave nazar jo laam to aave KHayaal-e-zulf
jab scene pa.Dh ke dekhuu.n huu.n dandaa.n masiin ko