SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nuks"
Ghazal MATCHES FOR ".nuks"
Ghazal
Abdussamad Qaiser
Ghazal
ek ik kar ke sabhii kashtiyaa.n bhii Duub ga.ii.n
kyaa ko.ii nuqs mirii hasrat-e-taamiir me.n thaa
Ghazal
ko.ii bhii nuqs nahii.n thaa hamaarii aa.nkho.n me.n
hamaare 'aks ko aa.iine ashk-baar mile
Nabil Syed
Ghazal
nuqs 'aarif' thaa parakh me.n ki haqiiqat thii yahii
jis qadar sikke khare dekhe the khoTe nikle
Aarif Dehelwi
Ghazal
mujh par mire vajuud kaa har naqs hai ayaa.n
KHud ek aa.ina huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
insaan kaa agar qad-o-qaamat na ba.Dh sake
tum is ko naqs-e-aab-o-havaa kah liyaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
aisii tartiib se rakkhaa thaa sajaa kar 'daanish'
maal me.n naqs KHariidaar nahii.n dekh sakaa
Danish Naqwi
Ghazal
sire se jo kahii.n maujuud hii na thaa aaKHir
vo naqs bhii mire kirdaar se nikal aayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
hazaar shukr ki ham naqs me.n hu.e kaamil
'jaliil' rah ga.ii baat apnii zii-kamaalo.n me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye ehtiyaat-kada hai ka.De usuulo.n kaa
zaraa se naqs pe 'baanii' yahaa.n sazaa hai bahut
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Dr. Azam
Ghazal
zaraa zaraa se ka.ii naqs hai.n abhii mujh me.n
na.e sire se mujhe guu.ndh kar banaayaa jaa.e