SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nwvp"
Ghazal MATCHES FOR ".nwvp"
Ghazal
da.avaa bahut ba.Daa hai riyaazii me.n aap ko
tuul-e-shab-e-firaaq ko to naap diijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kahiye to aap ko bhii pahan kar mai.n dekh luu.n
ma.ashuuq yuu.n to hai.n hii nahii.n merii naap ke
Farhat Ehsas
Ghazal
nvaa-e-naGma bhii hai.n soz-o-saaz se KHaalii
fuGaa.n bhii KHaarij-az-aaha.ng lag rahii hai mujhe
Shahryar
Ghazal
dayaar-e-Gair idhar aa ke is kii vus'at naap
ik aasmaan mirii sarzamii.n se guzregaa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
mai.n ne zamii.n ko naap liyaa aasmaan tak
nazro.n me.n faasle hai.n uruuj-o-zavaal ke
Ahmad Wasi
Ghazal
zamii.n ko naap chukaa aasmaan baaqii hai
abhii parinde ke andar u.Daan baaqii hai
Pawan Kumar
Ghazal
Thiik us rashk-e-chaman ko vo qabaa hotii hai
naap kar jis kii rag-e-gul se kamar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
naap saktaa hai ko.ii sard havaa tere sivaa
ye jo KHandaq hai mire chaar-suu viiraanii kii
Nomaan Shauque
Ghazal
rakhte hai.n naap tol ke vo har qadam 'shamiim'
pyaarii lage hai un kii adaa Te.Dhii chaal me.n
Shamim Hashimi
Ghazal
apnii ha.nsii ko haal kaa paimaana kiijiye
jitnii KHushii hai naap ke utnii bataa.egii
Farah Rizwi
Ghazal
'mus.hafii' mat us ke kuuche se nikal
jab talak dam hai zamii.n tuu vaa.n kii naap