SEARCH RESULTS
Showing search results for ".oked"
Ghazal MATCHES FOR ".oked"
Ghazal
gauhar ko aqd-e-gardan-e-KHuubaa.n me.n dekhnaa
kyaa auj par sitaara-e-gauhar-farosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
afsos ki dandaa.n kaa kiyaa rizq falak ne
jin logo.n kii thii dar-KHur-e-aqd-e-guhar a.ngusht
Mirza Ghalib
Ghazal
tum aake lauT ga.e phir bhii ho yahii.n maujuud
tumhaare jism kii KHushbuu mire makaan me.n hai
Abbas Dana
Ghazal
ho qat.a naKHl-e-ulfat agar phir bhii sabz ho
kyaa ho jo phe.nke ja.D hii se us ko ukhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ta.ng aa chuke 'anant' ab le le patang anaa kii
mai.n Dhiil de rahaa huu.n ye aur aka.D rahii hai
Anant Gupta
Ghazal
apne vajuud kaa abhii uqda khulaa nahii.n
masruuf hill-o-aqd mai.n arz-o-samaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
aka.D se nahii.n kaam sumbul kii ham ko
kisii zulf kaa pech o KHam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
baa-vasf-e-zabt-e-raaz mohabbat hai aashkaar
uqda hai dil kaa aqd-e-surayyaa kahe.n jise
Dattatriya Kaifi
Ghazal
aan rakhtaa hai ajab yaar kaa la.D kar chalnaa
har qadam naaz ke Gusse me.n aka.D kar chalnaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
baraa.e-aqd-KHvaanii qaaziyo.n me.n farq hai lekin
karachi aur dillii ke chuvaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
raaz-o-niyaaz me.n bhii aka.D-fuu.n nahii.n ga.ii
vo KHat bhii likh rahaa hai to chaalaan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
KHalvat me.n jis kii narm-mizaajii thii be-misaal
mahfil me.n be-sabab vahii mujh se aka.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
tiikhe-pan ke tire qurbaan aka.D ke sadqe
kyaa hii baiThaa hai lagaa kar ke sipar kaa takiya