SEARCH RESULTS
Showing search results for ".pohr"
Ghazal MATCHES FOR ".pohr"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
be-sudh pa.Daa rahuu.n huu.n us mast-e-naaz bin mai.n
aataa hai hosh mujh ko ab to pahr pahr me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
shaam-e-alam Dhalii to chalii dard kii havaa
raato.n kii pichhlaa pahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
humaa hai.n gird mirii haDDiyo.n ke aaTh pahr
sag aa ke kahte hai.n ummiid-vaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
vo aag hai ki mirii por por jaltii hai
mire badan ko milaa hai chinaar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
un rozo.n itnii Gaflat achchhii nahii.n idhar se
ab iztiraab ham ko do do pahr rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
merii to por por me.n KHushbuu sii bas ga.ii
us par tiraa KHayaal hai aur chaa.nd-raat hai
Wasi Shah
Ghazal
a.ndhaar.e ke baadal munje be.Dii chau-pahr
KHudaayaa tuu bheje.n haman baad-e-dil-KHvaah
Quli Qutub Shah
Ghazal
jaam na rakh saaqiyaa shab hai pa.Dii aur bhii
pahr jahaa.n kaT ga.e chaar gha.Dii aur bhii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kisii kaa jism agar chhuu liyaa KHayaal me.n bhii
to por por mirii misl-e-sham.a jalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
joshish-e-ashk se huu.n aaTh pahr paanii me.n
garche hote hai.n bahut KHauf-o-KHatar paanii me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye kis ke naam kii tapish se por por jal uThe
hatheliyaa.n mahak ga.ii.n hinaa hii aur ho ga.ii
Aleena Itrat
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
gul khilaa kar abhii bulbul ko jalaa.uu.n kyaa kyaa
vo inaayat kare.n gar por kaa chhallaa apnaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Swapnil Tiwari
Ghazal
thii jis kii por por mirii lams-aashnaa
ab yaad us ke gesuu-o-ruKHsaar tak nahii.n
Irfan Sattar
Ghazal
be-KHudii kyuu.n na ho taarii ki gayaa siine se
ashk-e-KHuu.n aaTh-pahr mujh ko rulaane vaalaa