SEARCH RESULTS
Showing search results for ".poti"
Ghazal MATCHES FOR ".poti"
Ghazal
merii god me.n potii hai to potaa kandhe par
jaise jhilmil jhilmil jugnuu bhole-bhaale phuul
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
aa.nkh maanuus-e-tamaashaa nahii.n hone paatii
kaisii suurat hai ki har roz na.ii lagtii hai
Saleem Ahmed
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
jab kabhii phuulo.n ne KHushbuu kii tijaarat kii hai
pattii pattii ne havaa.o.n se shikaayat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
use gulaab kii pattii ne qatl kar Daalaa
vo sab kii raaho.n me.n kaa.nTe bahut bichhaataa thaa
Waseem Barelvi
Ghazal
umr bhar chalte rahe aa.nkho.n pe paTTii baa.ndh kar
zindagii ko Dhuu.nDne me.n zindagii barbaad kii
Rahat Indori
Ghazal
puraane ho chale the zaKHm saare aarzuu.o.n ke
kaho chaaragaro.n se aaj paTTii khol dii ham ne
Munawwar Rana
Ghazal
ko.ii ka.nghii na milii jis se sulajh paatii vo
zindagii uljhii rahii bramhaa ke darshan kii tarah
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
sar uThaa.e kha.Daa thaa pahaa.Do.n pe mai.n
pattii pattii bikhartaa hu.aa mai.n hii thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
shakl ban.ne nahii.n paatii ki biga.D jaatii hai
na.ii miTTii ko na.e chaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
mashvara lene kii naubat hii nahii.n aa paatii
ek se ek samajhdaar pa.Daa hai mujh me.n
Anjum Saleemi
Ghazal
zindagii jin ke tasavvur se jilaa paatii thii
haa.e kyaa log the jo daam-e-ajal me.n aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
KHud-Garziyo.n ke saa.e me.n paatii hai parvarish
ulfat ko jis kaa sidq o safaa naam rakh diyaa
Gopal Mittal
Ghazal
shaa.irii ruuh me.n tahliil nahii.n ho paatii
ham se jazbaat kii tashkiil nahii.n ho paatii
Shakeel Azmi
Ghazal
meh.ndii choTii ho sivaa.ii ho chamak peTii kii
umr choTii kii ba.Dii zulf-e-pareshaan kii KHair