SEARCH RESULTS
Showing search results for ".regn"
Ghazal MATCHES FOR ".regn"
Ghazal
churaa ke KHvaab vo aa.nkho.n ko rehn rakhtaa hai
aur us ke sar ko.ii ilzaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
reg-e-sahraa kaa ajab rang havaa.o.n ne kiyaa
naqsh saa khi.nch gayaa dariyaa kii ravaanii kii tarah
Zeb Ghauri
Ghazal
mauj-e-dariyaa hii ko aavaara-e-sad-shauq na kah
reg-e-saahil ko bhii lab-tishna-e-sailaab samajh
Ahmad Faraz
Ghazal
sutuun-e-reg na Thahraa 'adiim' chhat ke tale
mai.n Dah gayaa huu.n KHud apne ko aasraa de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
tishna-labii ne ret ko dariyaa banaa diyaa
paanii kahaa.n thaa varna kisii reg-zaar me.n
Nida Fazli
Ghazal
zulf se shab darmiyaa.n daadan nahii.n mumkin dareG
varna sad-mahshar ba-rehn-e-saafii-e-ruKHsaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
is reg-e-ravaa.n ko mai.n sameTuu.n bhii kahaa.n tak
bikhraa hai vo har-suu mirii vus.at se zyaada
Sultan Akhtar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mauj-e-dariyaa ke labo.n par tishnagii hai karbalaa
reg-e-saahil par ta.Daptii zindagii hai karbalaa
Nuzhat Abbasi
Ghazal
phir chho.D diyaa reg-e-sar-e-raah samajh kar
kuchh duur to mausam kii havaa le ga.ii ham ko
Irfan Siddiqi
Ghazal
dariyaa dikhaa.ii detaa hai har ek reg-zaar
shaayad ki in dino.n mujhe shiddat kii pyaas hai
Wali Aasi
Ghazal
aa ga.ii kashtii bhaTak kar aab se suu-e-saraab
bhar gayaa reg-e-ravaa.n se jaal maahii-giir kaa
Adeem Hashmi
Ghazal
reg-e-ravaa.n kii tarah hai.n saare ta.alluqaat
tum ne kisii kaa saath nibhaayaa nahii.n to kyaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
asar-e-manzil-e-maqsuud nahii.n duniyaa me.n
raah me.n qaafila-e-reg-e-ravaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai yaad ahl-e-vatan yuu.n ki reg-e-saahil par
girii hu.ii ko.ii machhlii ho jaal se baahar