SEARCH RESULTS
Showing search results for ".regn"
Nazm MATCHES FOR ".regn"
Nazm
etiraf
dasht-e-pur-KHaar ko firdaus-e-javaa.n jaanaa thaa
reg ko silsila-e-aab-e-ravaa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saqi-nama
subuk us ke haatho.n me.n sa.ng-e-giraa.n
pahaa.D us kii zarbo.n se reg-e-ravaa.n
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
gard se paak hai havaa barg-e-naKHiil dhul ga.e
reg-e-navaah-e-kaazima narm hai misl-e-parniyaa.n
Allama Iqbal
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
duur reg o havaa kii yaado.n me.n loTtaa hai)
jo bahte paanii ko apnii dariyaa-dilii kii
Noon Meem Rashid
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
vahii reg-zaar hai saamne
vahii reg-zaar ki jis me.n ishq ke aa.ine
Noon Meem Rashid
Nazm
barkha-rut
bhuubal se sivaa thaa reg-e-sahraa
aur khaul rahaa thaa aab-e-dariyaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
israfil ki maut
jaise tuufaa.n ne kinaare par ugal Daalaa use
reg-e-saahil par chamaktii dhuup me.n chup chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
inqalab
reg-e-sahraa par nazar aa.e.nge laakho.n laala-zaar
KHuun se ra.ngii.n fazaa-e-bostaa.n ho jaa.egii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wasiyyat
jahaa.n rakhte hai.n sonaa rehn KHud bhii rehn rahte hai.n
aur is ko bhii vo apnii jiit kahte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
aadmi
dil rahe.n hai.n sauma-e-dastaar rehn-e-mai-kada
thaa zamiir 'ja.afarii' bhii ik mazedaar aadmii
Syed Zameer Jafri
Nazm
zanjir
ik na.ii jumbish na.ii larzish huvaidaa ho chalii
kohsaaro.n reg-zaaro.n se sadaa aane lagii
Noon Meem Rashid
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
reg-zaaro.n me.n Gubaar aur khajuurii saa.e
uu.nT kii aa.nkh me.n tash.hiir hu.aa dard-e-safar
Adil Mansuri
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
dil mire sahraa-navard-e-piir dil
reg ke dil-shaad shahrii reg tuu
Noon Meem Rashid
Nazm
man tu shudam tu man shudi
ishq meraa hai reg-zaaro.n saa
husn teraa hai aabshaaro.n saa
Khursheed Akbar
Nazm
buzdil
hujuum-e-sa.ng-e-anaa aur zabt-e-paiham ne
misaal-e-reg-e-ravaa.n be-qaraar rakkhaa hai