SEARCH RESULTS
Showing search results for ".regn"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".regn"
Ghazal
churaa ke KHvaab vo aa.nkho.n ko rehn rakhtaa hai
aur us ke sar ko.ii ilzaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".regn"
Ghazal
mauj-e-dariyaa hii ko aavaara-e-sad-shauq na kah
reg-e-saahil ko bhii lab-tishna-e-sailaab samajh
Ahmad Faraz
Ghazal
sutuun-e-reg na Thahraa 'adiim' chhat ke tale
mai.n Dah gayaa huu.n KHud apne ko aasraa de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
tishna-labii ne ret ko dariyaa banaa diyaa
paanii kahaa.n thaa varna kisii reg-zaar me.n
Nida Fazli
Ghazal
zulf se shab darmiyaa.n daadan nahii.n mumkin dareG
varna sad-mahshar ba-rehn-e-saafii-e-ruKHsaar hai
