SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rubt"
Ghazal MATCHES FOR ".rubt"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ham ki ruuThii hu.ii rut ko bhii manaa lete the
ham ne dekhaa hii na thaa mausam-e-hijraa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dayaar-e-Gair me.n mahram agar nahii.n ko.ii
to 'faiz' zikr-e-vatan apne ruu-ba-ruu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab ham hai.n aur saare zamaane kii dushmanii
us se zaraa saa rabt ba.Dhaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
rabt-e-baaham pe hame.n kyaa na kahe.nge dushman
aashnaa jab tire paiGaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
mujh pe chhaa jaa.e vo barsaat kii KHushbuu kii tarah
a.ng a.ng apnaa isii rut me.n mahaktaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ye aarzuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte
ham aur bulbul-e-betaab guftuguu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
baahamii rabt me.n ranjish bhii mazaa detii hai
bas mohabbat hii mohabbat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
aap to nazdiik se nazdiik-tar aate ga.e
pahle dil phir dil-rubaa phir dil ke mehmaa.n ho ga.e