SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rzdo"
Ghazal MATCHES FOR ".rzdo"
Ghazal
mai.n vahaa.n kaise haqiiqat ko salaamat rakkhuu.n
jis jagah radd-o-badal ho ga.e afsaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
maal jab us ne bahut radd-o-badal me.n maaraa
ham ne dil apnaa uThaa apnii baGal me.n maaraa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ko.ii apne-aap ko manvaane vaalaa bhii to ho
maan.ne me.n kab kasii ke radd-o-kad kartaa huu.n mai.n
Iqbal Sajid
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jab zaraa radd-o-badal hotaa hai is ta.amiir me.n
baahar aa jaatii hai raat andar utar jaataa hai din
Shaheen Abbas
Ghazal
ahl-e-radd-o-kad ne sau tafsiir kii ik lafz kii
par na samjhe ki nabii kaa mudda.aa kuchh aur hai
Iffat abbas
Ghazal
shab kii havaa se haar ga.ii mere dil kii aag
yaKH-basta shahr me.n ko.ii radd-o-badal na thaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
hu.e jo radd-o-badal aise kitne baar naziir
to us ne KHat kaa hamaare na phir javaab likhaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dilo.n me.n baiTh gayaa barhaman kaa husn-e-bayaa.n
hadiis-e-shaiKH tilismaat-e-radd-o-kad me.n rahii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ai mire kaatib-e-taqdiir zaraa ye to bataa
terii tahriir bhii kyaa radd-o-badal hotii hai
Aatish Raza
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ye Gam-o-ra.nj hii qismat me.n agar likkhaa hai
is me.n tadbiir se bhii radd-o-badal kyaa hogaa
Hairat shimlavii
Ghazal
hayaat-o-maut ke radd-o-qubuul me.n hai jo piir
guzaaraa kuu.De pe bachpan shabaab raddii me.n