SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rzdo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".rzdo"
Ghazal
mai.n vahaa.n kaise haqiiqat ko salaamat rakkhuu.n
jis jagah radd-o-badal ho ga.e afsaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
maal jab us ne bahut radd-o-badal me.n maaraa
ham ne dil apnaa uThaa apnii baGal me.n maaraa
Shaikh Ibrahim Zauq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".rzdo"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jab zaraa radd-o-badal hotaa hai is ta.amiir me.n
baahar aa jaatii hai raat andar utar jaataa hai din
Shaheen Abbas
Ghazal
ahl-e-radd-o-kad ne sau tafsiir kii ik lafz kii
par na samjhe ki nabii kaa mudda.aa kuchh aur hai
Iffat abbas
Nazm
wahi kashf-e-zat ki aarzu
tuu miraa nasiib hai raah-rau
ye havaa ye barq ye ra.ad-o-abr ye tiirgii
Noon Meem Rashid
Ghazal
shab kii havaa se haar ga.ii mere dil kii aag
yaKH-basta shahr me.n ko.ii radd-o-badal na thaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
hu.e jo radd-o-badal aise kitne baar naziir
to us ne KHat kaa hamaare na phir javaab likhaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
Akbar Allahabadi
Ghazal
dilo.n me.n baiTh gayaa barhaman kaa husn-e-bayaa.n
hadiis-e-shaiKH tilismaat-e-radd-o-kad me.n rahii