SEARCH RESULTS
Showing search results for ".sfad"
Ghazal MATCHES FOR ".sfad"
Ghazal
dil mudda'ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh nahii.n is ke sivaa 'josh' hariifo.n kaa kalaam
vasl ne shaad kiyaa hijr ne naashaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
ta.ng aaGosh me.n aabaad karuu.ngaa tujh ko
huu.n bahut shaad ki naashaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
iimaan-o-kufr aur na duniyaa-o-dii.n rahe
ai ishq-e-shaad-baash ki tanhaa hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
kujaa mai.n aur kujaa ai 'shaad' duniyaa
kahaa.n se kis jagah laayaa gayaa huu.n
Shad Azimabadi
Ghazal
baare duniyaa me.n raho Gam-zada yaa shaad raho
aisaa kuchh kar ke chalo yaa.n ki bahut yaad raho
Meer Taqi Meer
Ghazal
ruuh ko shaad kare dil ko jo pur-nuur kare
har nazaare me.n ye tanviir kahaa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
nau-giraftaar-e-balaa tarz-e-vafaa kyaa jaane.n
ko.ii naa-shaad sikhaa de unhe.n naalaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
is husn-e-ittifaaq pe luT kar bhii shaad huu.n
terii razaa jo thii vo taqaazaa vafaa kaa thaa