SEARCH RESULTS
Showing search results for ".skho"
Ghazal MATCHES FOR ".skho"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
apnii miTTii hii pe chalne kaa saliiqa siikho
sa.ng-e-marmar pe chaloge to phisal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
milan-saarii bhii siikho jab nigaah-e-naaz paa.ii hai
mirii jaa.n aadmii aKHlaaq se talvaar jauhar se
Safi Aurangabadi
Ghazal
itne zaalim na bano kuchh to muravvat siikho
tum pe marte hai.n to kyaa maar hii Daaloge hame.n
Idris Azad
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
patthar kii hai diivaar to sar pho.Dnaa siikho
ye haal rahegaa to jiyoge na maroge
Shahzad Ahmad
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil bhii sanam-parast nazar bhii sanam-parast
kis kii adaa saho to kise rahnumaa karo
Zaheer Kashmiri
Ghazal
mai-kashii ke bhii kuchh aadaab baratnaa siikho
haath me.n apne agar jaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
choTii tak pahu.nchii raaho.n se siikho bhii
kaise parvat kaaT ke aanaa pa.Dtaa hai
Pratap Somvanshi
Ghazal
amaa siikho zaraa ham se mohabbat kaise karte hai.n
use jis se mohabbat hai hame.n us se mohabbat hai
Kashif Syed
Ghazal
raaz-daa.n ban ke raho kuchh to saliiqe siikho
raaz par itnaa bhii mushkil nahii.n parda karnaa