SEARCH RESULTS
Showing search results for ".sud"
Ghazal MATCHES FOR ".sud"
Ghazal
tum mohabbat me.n kahaa.n suud-o-ziyaa.n le aa.e
ishq kaa naam KHirad hai na junuu.n hai yuu.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
rokaa anaa ne kaavish-e-be-suud se mujhe
us but ko apnaa haal sunaane nahii.n diyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
gar Gam-e-suud-o-ziyaa.n hai to Thahar jaa ai jaa.n
ki isii mo.D pe yaaro.n se hu.e yaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii kaa apnaa mohabbat me.n kuchh nahii.n hotaa
ki mushtarak hai.n yahaa.n suud bhii KHasaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
aaj 'qaabil' mai-kade me.n inqalaab aane ko hai
ahl-e-dil andesha-e-suud-o-ziyaa.n tak aa ga.e
Qabil Ajmeri
Ghazal
tuu ki vo tez havaa jis kii tamannaa be-suud
mai.n ki vo KHaak jise KHud hii bikhar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
ai rang us me.n suud hai teraa ziyaa.n nahii.n
KHushbuu u.Daa ke le ga.ii zangaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
vaqt ko suud pe de aur na rakh ko.ii hisaab
ab bhalaa kaisaa ziyaa.n ko.ii KHariidaar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
taa-saaf kare dil na mai-e-saaf se suufii
kuchh suud-o-safaa ilm-e-tasavvuf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kitnii sadiyo.n se use Dhuu.nD rahe ho be-suud
aa.o ab merii taraf aa.o KHudaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
thaa KHvaab me.n KHayaal ko tujh se mu.aamla
jab aa.nkh khul ga.ii na ziyaa.n thaa na suud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan de baiThe the ik baar havas vaale bhii
phir vahii marhala-e-suud-o-ziyaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mar kar bhii haath aave to 'miir' muft hai vo
jii ke ziyaan ko bhii ham suud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
pattharo.n me.n ham bhii patthar ho ga.e
ab Gam-e-suud-o-ziyaa.n kuchh bhii nahii.n