SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tmib"
Ghazal MATCHES FOR ".tmib"
Ghazal
muriid-e-saada to ro ro ke ho gayaa taa.ib
KHudaa kare ki mile shaiKH ko bhii ye taufiiq
Allama Iqbal
Ghazal
aashiqo.n ke liye hai daar hii daaru-e-shifaa
ishq kii tib me.n davaa naam hai biimaarii kaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
taa.ib the ehtisaab se jab saare baada-kash
mujh ko ye iftiKHaar ki mai.n mai-kade me.n thaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
bol ai taa.ib miTaa naqsh-e-suvaidaa kis tarah
lauh-e-dil par lafz-e-haq marquum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Hafiz Taib
Ghazal
dil jaa.n nisaar-e-mai hai zabaa.n taa.ib-e-sharaab
is kashmakash me.n ruuh kii taaziir ho ga.ii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
Hafiz Taib
Ghazal
shaGl-e-sharaab o shiisha o saaqii-e-naGma-sanj
taa.ib hu.e hai.n aalam-e-piirii me.n sab se ham
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
yuu.n to taa.ib hai.n mai se ham bhii pa shaiKH
gar pilaave ko.ii to baak nahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
mai se taa.ib thaa va-lekin aaj pii
haath lag jaave to chho.Duu.n kis tarah
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jis ko ho daulat-e-ehsaas mayassar 'taa.ib'
chain vo kaar-gah-e-ziist me.n kam letaa hai
Hafiz Taib
Ghazal
patthar me.n fan ke phuul khilaa kar chalaa gayaa
kaise amiT nuquush ko.ii chho.Dtaa gayaa
Hafiz Taib
Ghazal
'mushtaaq' suufiyo.n me.n to taa.ib hu.aa thaa kal
suntaa huu.n aaj rindo.n me.n tauba-shikan hu.aa