SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tmno"
Ghazal MATCHES FOR ".tmno"
Ghazal
Dher tafriih-e-tan-o-jaa.n ke lagaa do jitne
tark ik dard kii daulat nahii.n ham kar sakte
Jaleel 'Aali'
Ghazal
is se hu.ii furqat na hu.ii in me.n judaa.ii
ai 'bahr' mujhe apne tan-o-jaa.n se gilaa hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
judaa.ii yuu.n to tan-o-sar me.n ho ga.ii 'rizvaan'
magar yaziid ke bachcho.n ke Dar nahii.n jaate
Rizwan Haider
Ghazal
sheKHii hai vahaa.n jubba-o-dastaar pe mauquuf
rindii ko yahaa.n tark-e-tan-o-sar hu.e maKHsuus
Sahir Dehlavi
Ghazal
Raj Kumar Soori Nadeem
Ghazal
shab-e-firaaq kaa aadhaa nahii.n rahaa tan-o-tosh
ye mere ghar jo hu.ii mehmaan suukh ga.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
judaa.ii yuu.n to tan-o-sar me.n ho ga.ii 'rizvaan'
magar yaziid ke bachcho.n ke Dar nahii.n jaate
Rizwan Haider
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
ubhartii ga.ii.n ta.an-o-tishna se qaume.n
nishaa.n ban gayaa be-nishaa.n kahte kahte
Nisar Kubra Azimabadi
Ghazal
taan-o-dushnaam se diivaane na baaz aa.e.nge
ko.ii ilzaam sahii tohmat-e-taqsiir sahii
Arshi Bhopali
Ghazal
ubhartii ga.ii.n ta.an-o-tishna se qaume.n
nishaa.n ban gayaa be-nishaa.n kahte kahte
Nisar Kubra Azimabadi
Ghazal
KHud rahe ta.an-o-malaamat kaa hadaf us pe kabhii
apnii rusvaa.ii kaa ilzaam na dharnaa chaahe
Salma shaheen
Ghazal
chhuT ga.ii sohbat-e-jaanaa.n ai 'rashk'
ranj hai rabt-e-tan-o-jaa.n se hame.n
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
ai jaan-e-paak kar na tan-o-tosh par Guruur
hai haal-e-jism pairahan-e-musta.aar kaa