SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tsok"
Ghazal MATCHES FOR ".tsok"
Ghazal
aa.nkh se aa.nkh milaanaa to suKHan mat karnaa
Tok dene se kahaanii kaa mazaa jaataa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
mirii zaraa sii chamak ko ka.Dak ne Tok diyaa
savaal tujh se kiyaa thaa javaab us kaa thaa
Wazir Agha
Ghazal
guftuguu aaj to do Tok karegaa suuraj
zill-e-sub.haanii shabistaan se baahar aa jaa.e.n
Pirzada Qasim
Ghazal
ba-KHair guzre.n ye do din bahaar ke yaa-rab
ki rok Tok bahut ho rahii hai piine me.n
Mubarak Azimabadi
Ghazal
kyo.n Tok kar kisii ko bhalaa ham bure bane.n
jaane balaa hamaarii ko.ii hai agar Galat
Urfi Aafaqi
Ghazal
Tok detaa hai bhale ko.ii Galat ho ki sahii
naasehaa ye to bataa farz-e-nasiihat kyaa hai
Hari Mehta
Ghazal
yaziid-e-vaqt ko jo barmalaa hii Tok sake
raqam vo naam hii zer-e-saliib hote hai.n
Abid Kazmi
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
sunte rahe.n aaraam se har jhuuT to KHush hai.n
aur Tok de.n bhuule se to kahte hai.n buraa hai
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
buraa nahii.n ba.Daa naazuk mizaaj hai miraa dost
zarra saa Tok diyaa kyaa ki me.n block hu.aa
Tasleem Niyazi
Ghazal
baruun-e-mai-kada hii kyo.n ye rok-Tok puuchh-taachh
tirii taraf se saaqiyaa agarche izn-e-aam hai
Sarshar Hoshyarpuri
Ghazal
baat puurii na sunii ham ne kabhii naaseh kii
Tok uThe apnii samajh me.n jo zaraa bhii aa.ii
Raghib Badayuni
Ghazal
ai dil ab ishq kii lai-go.ii aur chaugaan me.n aa
be-KHatar Thok ke KHam ja.ng ke saamaan me.n aa