SEARCH RESULTS
Showing search results for ".unuz"
Ghazal MATCHES FOR ".unuz"
Ghazal
thii nau-aamuuz-e-fanaa himmat-e-dushvaar-pasand
saKHt mushkil hai ki ye kaam bhii aasaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kalaam aruuz taGazzul KHayaal zauq-e-jamaal
badan ke jaam ne alfaaz kii suraahii bharii
Shahzad Qais
Ghazal
suKHan-varii hai nazar se nazar kaa naaz-o-niyaaz
aruuz se na zabaan-o-bayaa.n se aatii hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
sa.nvaa.nryaa hai man-mohniyaa.n apne tii.n
piyaa kuu.n ainuu suu.n turuk taaz hai
Quli Qutub Shah
Ghazal
mai.n shaa.erii ke huu.n fann-e-aruuz se vaaqif
zabar hai.n zer hai.n eraab hai.n mire aa.nsuu
Lata Haya
Ghazal
aruuz-o-ilm kii ta.aliim mujh ko kab rahii haasil
miraa ustaad to bas ye Gam-e-ayyaam hai saaqii
Ajay Sahaab
Ghazal
urdu key shaa.irii hai to hogii ye baat bhii
ilm-e-aruuz bhii hai rumuuz-o-nikaat bhii
Raakesh ulfat
Ghazal
lagaate KHuub ho misraa magar 'aliim' suno
aruuz jaan.naa laazim hai shaa.irii ke liye
Alimuddin Aleem
Ghazal
kivaa.D band bhii hai aur niim-vaa bhii hai
vo ruup anuup zaraa KHush zaraa KHafaa bhii hai
Wakil Akhtar
Ghazal
meraa nasiib ki jab chain kii gha.Dii aa.e
nigaah-e-dost bhii 'ain-ul-kamaal ban ke rahe
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
ik sukuu.n saa dikhtaa hai aap ke anuup me.n
jaise ko.ii baiThaa ho sardiyo.n kii dhuup me.n
Zafar Awan
Ghazal
har baar hame.n dete hai.n paiGaam-e-mohabbat
tum bhii to ba.Dhaa.o kabhii iqdaam-e-mohabbat
Anuj Nagendra
Ghazal
terii rahmat se achaanak duur ho jaa.uu.n na mai.n
ek maalik se kahii.n mazduur ho jaa.uu.n na mai.n
Anuj Nagendra
Ghazal
jamaal-e-yaar kaa 'ain-ul-yaqiin thaa lekin
mirii nazar kaa mire dil ko e'tibaar na thaa
Qadr Oraizi
Ghazal
har praanii hai iishvar hii kaa ruup-anuup
samjho to saaraa sansaar ik mandar hai
Krishna Mohan
Ghazal
malaal-o-hasrat-o-biim-o-rajaa bahut kuchh hai
hamaare paas KHudaa kaa diyaa bahut kuchh hai