SEARCH RESULTS
Showing search results for ".upmo"
Ghazal MATCHES FOR ".upmo"
Ghazal
khul ke milne kaa saliiqa aap ko aataa nahii.n
aur mere paas ko.ii chor darvaaza nahii.n
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ham apne aap ko ik mas.ala banaa na sake
isii liye to kisii kii nazar me.n aa na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
sang-e-be-qiimat taraashaa aur jauhar kar diyaa
sham-e-ilm-o-aagahii se dil munavvar kar dayaa
Qaisar hayat
Ghazal
sharm Gairo.n se hu.aa kartii hai apno se nahii.n
sharm ham se bhii karoge to musiibat hogii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
is qadar naaz hai kyuu.n aap ko yaktaa.ii kaa
duusraa naam hai vo bhii mirii tanhaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHatm chhuTTii madrase kaa dar khulaa
aql-o-daanish ilm-o-fan kaa ghar khulaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
ye daur-e-shams-o-qamar ye faroG-e-ilm-o-hunar
zamiin phir bhii tarastii hai raushnii ke liye
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
jin ko apno se tavajjoh nahii.n miltii 'jaaved'
haath Gairo.n se milaate hu.e mar jaate hai.n
Malikzada Javed
Ghazal
kabhii thaa naaz zamaane ko apne hind pe bhii
par ab uruuj vo ilm-o-kamaal-o-fan me.n nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ye daur-e-ilm-o-hunar is ko pa.Dh nahii.n paayaa
sahiifa dil kaa miraa jaane kis zabaan me.n thaa