SEARCH RESULTS
Showing search results for ".usff"
Ghazal MATCHES FOR ".usff"
Ghazal
ye hijrato.n kaa zamaanaa bhii kyaa zamaanaa hai
unhii.n se duur hai.n jin ke liye kamaanaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
dil-e-majbuur pe is tarah se pahu.nchii vo nigaah
jaise usfuur pe par tol ke shahbaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
meraa aslaaf se rishta to na to.D ai duniyaa
sab mahal tere hai.n lekin ye kha.nDar meraa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
laguu.ngaa KHush magar naaraaz huu.n mai.n
zamaane kaa nayaa andaaz huu.n mai.n
Syed Sarosh Asif
Ghazal
tiraa vajuud hai laa-raib ashraf-o-aa’laa
jo sach kahuu.n to nahii.n mai.n bhii arzal-o-asfal
Ahmad Faraz
Ghazal
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Asifud Daula
Ghazal
suno tum apnii jo teG-e-nigaah ke ausaaf
jo tum ko sun.naa ho us shoKH-e-dil-sitaa.n se suno
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pahlii nazar bhii aap kii uff kis balaa kii thii
ham aaj tak vo choT hai.n dil par liye hu.e
Asghar Gondvi
Ghazal
'aasif' KHudaa ke vaaste mat de buto.n ko dil
ye vo hai.n jin ke qaul kaa kyaa e'tibaar hai
Asifud Daula
Ghazal
kuchh to rahe aslaaf kii tahziib kii KHushbuu
Topii hii lagaa liijiye dastaar nahii.n to