SEARCH RESULTS
Showing search results for ".uurd"
Ghazal MATCHES FOR ".uurd"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
suuraj ke ird-gird bhaTakne se faa.eda
dariyaa hu.aa hai gum to samundar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sirf maatam aur zaarii se hii jis kaa hal mile
is tarah kaa to kahii.n bhii mas.ala ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ko.ii KHabar thii aamad-o-imkaan-e-sub.h kii
aur us ke ird-gird hisaar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
hai ird-gird ghanaa ban hare daraKHto.n kaa
khulaa hai dar kisii diivaar me.n havaa ke liye
Muneer Niyazi
Ghazal
ishq baat kartaa hai dil tavaaf kartaa hai
ird-gard phirne se aashiqii nahii.n hotii
Manzar Naqvi
Ghazal
bichhaa rahaa huu.n ka.ii jaal ird-gard tire
tujhe jaka.Dne kii KHvaahish me.n kab se baiThaa ho.n
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
ma.nDlaa rahaa hai aaj jo saahil ke ird-gard
tuufaan ko to tum ne ishaara nahii.n kiyaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
meraa vajuud paanii hu.aa miTTii aur aag
bikhrii hu.ii anaa huu.n sulagtaa Guruur huu.n
Ishrat Qadri
Ghazal
suuraj sitaare chaa.nd zamiin aur aasmaa.n
ye saarii kaa.enaat KHudaa mahv-e-raqs hai
Zeeshan Niyazi
Ghazal
hai.n kaise kaise maraahil guhar se aage bhii
Gazal kuchh aur hai kaar-e-hunar se aage bhii
Azad Husain Azad
Ghazal
tuu paas thaa to faqat tere ird-gird the ham
ki jis tarah ye patange tavaaf karte hai.n