SEARCH RESULTS
Showing search results for ".vga"
Ghazal MATCHES FOR ".vga"
Ghazal
musaafirat me.n shab-e-vaGaa tak pahu.nch ga.e hai.n
ye log apnii abad-saraa tak pahu.nch ga.e hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
mimbar se bahut fasl hai maidaan-e-amal kaa
taqriir ke mard aur hai.n mardaan-e-viGaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
ham siina-sipar aa ga.e maidaan-e-viGaa me.n
ab kyuu.n saf-e-aadaa se nikaltaa nahii.n ko.ii
Mohsin Zaidi
Ghazal
ye multafit nigaahe.n sheva viGaa hai jin kaa
hai.n mojib-e-sukuu.n bhii ha.ngaama-aafrii.n bhii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mimbar se bahut fasl hai maidaan-e-amal kaa
taqdiir ke mard aur hai.n mardaan-e-viGaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
dil hai ki ek dasht-e-viGaa kyaa karuu.ngaa mai.n
is dasht-e-be-fazaa kii ataa le ke jaa.uu.ngaa
Anisur Rahman
Ghazal
kuchh chalii to tere aashiq se hii talvaar chalii
jab hu.ii ja.ng bapaa mard-e-viGaa mai.n hii hu.aa