SEARCH RESULTS
Showing search results for ".viaa"
Ghazal MATCHES FOR ".viaa"
Ghazal
dil hu.aa kasmakash-e-chaara-e-zehmat me.n tamaam
miT gayaa ghisne me.n is uqde kaa vaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
KHisht pusht-e-dast-e-ijz o qaalib aaGosh-e-vidaa.a
pur hu.aa hai sail se paimaana kis ta.amiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aaj lab-e-guhar-fishaa.n aap ne vaa nahii.n kiyaa
tazkira-e-KHajista-e-aab-o-havaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
vaa kar diye hai.n shauq ne band-e-naqaab-e-husn
Gair-az-nigaah ab ko.ii haa.il nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mar chuk kahii.n ki tuu Gam-e-hijraa.n se chhuuT jaa.e
kahte to hai.n bhale kii va-lekin burii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
KHaak-baazi-e-ummiid kaar-KHaana-e-tiflii
yaas ko do-aalam se lab-ba-KHanda vaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
itnaa hairaa.n ho mirii be-talabii ke aage
vaa qafas me.n ko.ii dar KHud miraa sayyaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
har chand iKHtilaaf ke pahluu hazaar the
vaa kar sakaa magar lab-e-goyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
vaa-hasrataa ki yaar ne khii.nchaa sitam se haath
ham ko hariis-e-lazzat-e-aazaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
zaahir kii aa.nkh se na tamaashaa kare ko.ii
ho dekhnaa to diida-e-dil vaa kare ko.ii
Allama Iqbal
Ghazal
hai junuu.n ahl-e-junuu.n ke liye aaGosh-e-vidaa.a
chaak hotaa hai garebaa.n se judaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
miraa Guncha-e-dil hai vo dil girafta
ki jis ko kisuu ne kabhuu vaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
sham.a-aasaa che sar-e-daa'vaa va kuu paa-e-sabaat
gul-e-sad-sho'la ba-yak -jeb-e-shakebaa.ii hai