SEARCH RESULTS
Showing search results for "1857 ke inqailab ka aini sha"
Ghazal MATCHES FOR "1857 ke inqailab ka aini sha"
Ghazal
terii raah me.n rakh kar apnii shaam kii aahaT
dam-ba-KHud sii baiThii hai mere baam kii aahaT
Naheed Virk
Ghazal
Mahnaz Anjum
Ghazal
taa-hashr zid me.n sub.h kii aatii rahegii shaam
gul ho.nge jo charaaG jalaatii rahegii shaam
Nisar Tareen Jazib
Ghazal
hindii kii apnii shaan hai urdu kii apnii shaan
dono.n hii aan-baan hai.n hindostaan kii
Ashok Mizaj Badr
Ghazal
ye haadisa bhii mujhe pesh aa gayaa afsos
ki aa.ina saa hu.aa aa.ine banaate hu.e
Naseem Shaikh
Ghazal
ghar se chalte mai.n ne aksar sochaa hai
shaayad hii mai.n luuT ke aa.uu.n shaam ga.e
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
tuu apne aap ko aa.iina saa banaa pahle
vagarna kaise bhalaa KHud ko be-hijaab karuu.n
Hajra Noor Zaryab
Ghazal
ajab ajab sii hai.n afvaahe.n garm zindaa.n me.n
ajab nahii.n ki isii shab yahaa.n ujaalaa ho
Wajd Chughtai
Ghazal
samajh me.n aataa nahii.n kyaa karuu.n baGair tire
ki apnii shaam bhii barbaad kar rahaa huu.n mai.n
Shahzad Baig
Ghazal
un ko apnii sub.h-e-mahshar par hai naaz
ham ko apnii shaam-e-furqat par ghamanD
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
ko.ii samjhe dard kyaa naKHchiir kaa
falsafa 'Gaalib' kaa aur Gam 'miir' kaa
Sharafat Ali Shah
Ghazal
badan ko apnii bisaat tak to pasaarnaa thaa
har ek shai ko lahuu ke raste guzaarnaa thaa