SEARCH RESULTS
Showing search results for "Daaliye"
Ghazal MATCHES FOR "Daaliye"
Ghazal
sar par hujuum-e-dard-e-Gariibii se Daaliye
vo ek musht-e-KHaak ki sahraa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
ham-jins agar mile na ko.ii aasmaan par
behtar hai KHaak Daaliye aisii u.Daan par
Shakeb Jalali
Ghazal
tah me.n jo rah ga.e vo sadaf bhii nikaaliye
tuGyaaniyo.n kaa haath samundar me.n Daaliye
Qateel Shifai
Ghazal
'beKHud' nigah-e-lutf pe de Daaliye dil ko
jo miltaa hai sarkaar se tho.Daa nahii.n miltaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
apne gale me.n apnii hii baa.nho.n ko Daaliye
jiine kaa ab to ek yahii Dha.ng rah gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
paude hai.n urdu adab ke aab-o-daana Daaliye
aane vaale kal me.n saa.e aur samar ho jaa.e.nge
Bashir Mehtaab
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
patthar ke saath baa.ndh ke dariyaa me.n Daaliye
varna ye jism Duub ke uupar bhii aa.egaa
Saleem Shahid
Ghazal
Ejazulhaq Shahab
Ghazal
baa.nhe.n gale me.n Daaliye bhii ab ha.nsii-KHushii
ye hai shab-e-visaal kahaa maan jaa.iye
Riyaz Khairabadi
Ghazal
un ke andaaz-e-mohabbat par nazar to Daaliye
KHat mujhe vo bhejte hai.n likh ke begaane kaa naam
Khursheed Alig
Ghazal
'inshaa' KHudaa ke fazl pe rakhiye nigaah aur
din ha.ns ke kaaT Daaliye himmat na haariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
sunte hu.e jug biit gayaa qissa-e-jamhuur
ab is ko haqiiqat bhii banaa Daaliye tab hai
Qamar Raees
Ghazal
kah Daaliye jo aap ke dil me.n hai be-dha.Dak
karte nahii.n hai.n baat kisii kii kisii se ham
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
ho.nTo.n kaa ishq thaa ye rahe aabruu kii baat
murde ko Gusl diijiye aab-e-hayaat me.n