SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dor"
Ghazal MATCHES FOR "Dor"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
gahrii raat hai aur tuufaan kaa shor bahut
ghar ke dar-o-diivaar bhii hai.n kamzor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
phir haath pe zaKHmo.n ke nishaa.n gin na sakoge
ye uljhii hu.ii Dor jo suljhaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
aa ke patthar to mire sahn me.n do chaar gire
jitne us pe.D ke phal the pas-e-diivaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
raat ne aisaa pe.nch lagaayaa TuuTii haath se Dor
aa.ngan vaale niim me.n jaa kar aTkaa hogaa chaa.nd
Rahi Masoom Raza
Ghazal
jab tak hai Dor haath me.n tab tak kaa khel hai
dekhii to ho.ngii tum ne pata.nge.n kaTii hu.ii
Munawwar Rana
Ghazal
kashaa.n kashaa.n liye jaatii hai jaanib-e-manzil
nafas kii Dor bhii zanjiir-e-be-sadaa kii tarah
Ahmad Faraz
Ghazal
vaqt kii Dor ko thaame rahe mazbuutii se
aur jab chhuuTii to afsos bhii is kaa na hu.aa
Shahryar
Ghazal
bichh.De.nge to mar jaa.e.nge ham dono.n bichha.D kar
ik Dor me.n ham ko yahii Dar baa.ndhe hu.e hai
Munawwar Rana
Ghazal
Umar Ansari
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
shikasta rishto.n kii haatho.n me.n Dor thaame hu.e
mai.n puuchhtaa huu.n mire dosto sabab tum se