SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dubo.egaa"
Ghazal MATCHES FOR "Dubo.egaa"
Ghazal
ye jo biphraa to Dubo.egaa safiine kitne
tuu ise aa.nkh se Tapkaa hu.aa qatra na samajh
Dwijendra Dwij
Ghazal
Fauzia Shaikh
Ghazal
terii sadaa kii aas me.n ik shaKHs ro.egaa
chehra a.ndherii raat kaa ashko.n se dho.egaa
Parkash Fikri
Ghazal
hai us ke paas ujaalo.n kaa marhamii lashkar
vo saarii raat a.ndhero.n ke zaKHm dho.egaa
Khursheed Akbar
Ghazal
Dubo.egaa hame.n sail-e-sitam 'asar' kaise
zamaane bhar kii du'aa to hamaare saath me.n hai
Mahfooz Asar
Ghazal
buzurg kahte the ik vaqt aa.egaa jis din
jahaa.n pe Duubegaa suuraj vahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
ye dil bhii to Duubegaa samundar me.n kisii ke
ham bhii to likhe ho.nge muqaddar me.n kisii ke
Ashfaq Husain
Ghazal
yahii zamii.n me.n dabaa.egaa ek din ham ko
ye aasmaan jise dosh par uThaayaa hai
Rahat Indori
Ghazal
tujh ko paane kii ye hasrat mujhe le Duubegii
lag rahaa hai ki mohabbat mujhe le Duubegii
Javed Saba
Ghazal
Aleem Masroor
Ghazal
kaun Duubegaa kise paar utarnaa hai 'zafar'
faisla vaqt ke dariyaa me.n utar kar hogaa
Ahmad Zafar
Ghazal
Dubo.egii mujhe ye chashm-e-tar mohabbat me.n
KHaraab kaam miraa iztiraab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
raaz maujo.n ke samundar ne bataa.e hai.n mujhe
yahaa.n Duubuu.ngaa kahii.n aur ubhar jaa.uu.ngaa
Pritpal Singh Betab
Ghazal
husn me.n pahluu-e-KHurshiid magar daabegaa
duur khi.nchtaa hai hamaaraa mah-e-taabaa.n kyaa kyaa