SEARCH RESULTS
Showing search results for "Duubegaa"
Ghazal MATCHES FOR "Duubegaa"
Ghazal
buzurg kahte the ik vaqt aa.egaa jis din
jahaa.n pe Duubegaa suuraj vahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
ye dil bhii to Duubegaa samundar me.n kisii ke
ham bhii to likhe ho.nge muqaddar me.n kisii ke
Ashfaq Husain
Ghazal
tujh ko paane kii ye hasrat mujhe le Duubegii
lag rahaa hai ki mohabbat mujhe le Duubegii
Javed Saba
Ghazal
Aleem Masroor
Ghazal
kaun Duubegaa kise paar utarnaa hai 'zafar'
faisla vaqt ke dariyaa me.n utar kar hogaa
Ahmad Zafar
Ghazal
ham ko le Duubegaa ye zaahir-o-baatin kaa tazaad
ruuh kaa karb judaa raah judaa aa.nkho.n kii
Unknown
Ghazal
mire vajuud ke dozaKH ko sard kar degaa
agar vo abr-e-karam hai to khul ke barsegaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
uTh gayaa hai to ab is shahr ko le Duubegaa
vahii tuufaa.n mire andar jo dabaa thaa pahle
Fay Seen Ejaz
Ghazal
Guruur-e-fat.h me.n dushman zaruur Duubegaa
hai jiitnaa to abhii jang haarte rahiye
Faheem Jogapuri
Ghazal
vo palaT aa.e kabhii aur use mai.n na miluu.n
le hii Duubegaa kisii roz ye dha.Dkaa dil kaa
Shahnaz Muzammil
Ghazal
vo apne saath ka.ii saa.e le ke Duubegaa
yahii umiid dar-e-‘shams’ se lagii aa.ii
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
ye aa.nkhe.n nahii.n us kii bahr-e-jafaa hai.n
jo Duubegaa in me.n ubharne kaa naa hai
Sulaiman Faraz Hasanpuri
Ghazal
KHushk aa.nkho.n se lahuu phuuT ke ronaa ik din
varna le Duubegaa mujh ko miraa honaa ik din