SEARCH RESULTS
Showing search results for "Duubegii"
Ghazal MATCHES FOR "Duubegii"
Ghazal
tujh ko paane kii ye hasrat mujhe le Duubegii
lag rahaa hai ki mohabbat mujhe le Duubegii
Javed Saba
Ghazal
phir is ke baa'd na Duubegii chaa.ndnii merii
mai.n bathtub kabhii gahraa nahii.n banaa.uu.ngaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
farmaate hai.n ha.ns ha.ns ke mujhe dekh ke giryaa.n
le Duubegii aaKHir tumhe.n barsaat tumhaarii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
musalsal mujh pe ye terii inaayat maar Daalegii
kabhii furqat kabhii is darja qurbat maar Daalegii
Sabihuddin Shoaiby
Ghazal
le Duubegii ham dono.n ko ye bechainii betaabi
roko apne aap ko roko ham apne ko sa.nbhaale hai.n
Shameem Sabri
Ghazal
ye hii KHush-fahmii tumhaarii tumhe.n le Duubegii
jo samajhte ho shab-e-Gam hame.n le Duubegii
Saqib Mahmood
Ghazal
apnii naadaanii ye naazaa.n hai.n bahut ahl-e-KHirad
un ko le Duubegii un kii KHud-parastii ek din
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
Khalid Ebadi
Ghazal
Duubegii raah-e-shauq me.n le kar tujhe bhii saath
manzil hai terii raah me.n haa.il sambhal sambhal
Kanwal Siyalkoti
Ghazal
bach jaa.e musht-bhar sahii dafnaane ke liye
mauj-e-balaa-e-ishq me.n Duubegii kitnii KHaak
Shafaq Sopori
Ghazal
aap kii saada-dilii Duubegii le kar aap ko
aap sunte hii nahii.n lekin hamaarii chho.Diye
Armaan Khan
Ghazal
zaraa sii der me.n 'aarif' ye naav Duubegii
KHudaa kaa Thiik pata ab ye naa-KHudaa de.nge
Aarif Nazeer
Ghazal
D. Raj Kanwal
Ghazal
is qadar fayyaaz honaa bhii tumhe.n achchhaa nahii.n
tum ko le Duubegii aisii KHair-KHvaahii ek din
Ahmad Fakhir
Ghazal
tum jise kahte ho KHaslat mujhe le Duubegii
sab ko KHush rakhne kii hasrat mujhe le Duubegii
Prabhat Patel
Ghazal
ab ye tuufaan-e-musiibat kam na hogaa hashr tak
nabz Duubegii Dubaa kar aap ke biimaar ko