SEARCH RESULTS
Showing search results for "Duubuu.ngii"
Ghazal MATCHES FOR "Duubuu.ngii"
Ghazal
agar mai.n Duubii use saath le ke Duubuu.ngii
mohabbato.n me.n bhii saffaak honaa pa.Dtaa hai
Rehana Roohi
Ghazal
gar Duubnaa hii apnaa muqaddar hai to suno
Duube.nge ham zaruur magar naaKHudaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
vo be-vafaa jo raah me.n Takraa gayaa kahii.n
kah duu.ngii mai.n bhii saaf ki pahchaantii nahii.n
Anjum Rehbar
Ghazal
ik baar mujh ko apnii nigahbaanii sau.np de
'umre.n guzaar duu.ngii tirii dekh-bhaal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
noch Daaluu.ngii use ab ke yahii sochaa hai
gar mirii aa.nkh ko.ii KHvaab sajaanaa chaahe
Fariha Naqvi
Ghazal
tujh ko paane kii ye hasrat mujhe le Duubegii
lag rahaa hai ki mohabbat mujhe le Duubegii
Javed Saba
Ghazal
Aleem Masroor
Ghazal
KHaak kaa samundar bhii kyaa ajab samundar hai
is jahaa.n me.n Duube.nge us jahaa.n me.n nikle.nge
Adeem Hashmi
Ghazal
Dubo.egii mujhe ye chashm-e-tar mohabbat me.n
KHaraab kaam miraa iztiraab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
apne ho.nTo.n pe tiraa naam na aane duu.ngii
mai.n tire hijr ko be-kaar na jaane duu.ngii
Himanshi Babra
Ghazal
raaz maujo.n ke samundar ne bataa.e hai.n mujhe
yahaa.n Duubuu.ngaa kahii.n aur ubhar jaa.uu.ngaa