SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gubaaro.n"
Ghazal MATCHES FOR "Gubaaro.n"
Ghazal
dhuup kii aag me.n ha.nsne kii adaa kyaa jaane.n
jangalii phuul kahaa.n aap ke gulzaaro.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
bas mai.n banuu.ngaa KHusrav-e-mahtaab ai 'salaam'
sochaa hai ye dhu.e.n ke Gubaaro.n ke shahr me.n
Salam Machhli shahri
Ghazal
tum kyo.n talaash karte ho 'haidar' ko mere dost
vo to pha.nsaa hu.aa hai Gubaaro.n ke darmiyaa.n
Haider Allahabadi
Ghazal
kabhii kaarvaa.n bhii numuudaar hogaa
nigaahe.n jamaa.e Gubaaro.n ko dekho
Anand Narayan Mulla
Ghazal
rah-e-hayaat me.n manzil kaa aasraa kaisaa
qadam qadam pe Gubaaro.n ne saath chho.D diyaa
Zeb Bareilwi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
pas-e-kaarvaan-e-vafaa rah ga.ii hai
ta'alluq ke bichh.De Gubaaro.n kii KHushbuu
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kiyaa andher apne ranj ne un kii kuduurat ne
bujhii sham-e-mohabbat haa.e do dil ke Gubaaro.n me.n
Safeer Bilgrami
Ghazal
chalaa hai qaafila-e-aashiqaa.n ki shola-ruKHaa.n
dabii dabii sii hai.n chingaariyaa.n Gubaaro.n me.n
M Kothiyavi Rahi
Ghazal
Sabir Abuhari
Ghazal
ham Gubaaro.n ke sahaare to bahut auj pe the
jab haqiiqat kii lagii dhuup Gubaar TuuTe
Masood Qureshi
Ghazal
raste kaa dard aap Gubaaro.n se puuchhiye
lahro.n kii kyaa ghuTan hai kinaaro.n se puuchhiye
Prem Ranjan Animesh
Ghazal
u.Dte hu.e phirte the aavaara Gubaaro.n se
vo vaqt thaa jab us ke lauT aane kaa imkaa.n thaa
Ateequllah
Ghazal
sar se paa tak vo gulaabo.n kaa shajar lagtaa hai
baa-vazuu ho ke bhii chhuute hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa