SEARCH RESULTS
Showing search results for "Guncha-dahan"
Ghazal MATCHES FOR "Guncha-dahan"
Ghazal
mushta.il ho gayaa vo Guncha-dahan daanista
aa ga.ii lafzo.n me.n kyuu.n us ke chubhan daanista
Shams Ramzi
Ghazal
sabaa banaate hai.n Guncha-dahan banaate hai.n
tumhaare vaaste kyaa kyaa suKHan banaate hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Guncha-dahan vahii hai ki guu.ngaa kahe.n jise
hai sarv-qad vo asl me.n la.ngDaa kahe.n jise
Zareef Lakhnavi
Ghazal
hai tasavvur me.n kisii Guncha-dahan kii suurat
aaj-kal hai dil-e-mushtaaq chaman kii suurat
Muztar Burhanpuri
Ghazal
sarv-qad laala-ruKH o Guncha-dahan yaad aayaa
phir bahaar aa.ii mujhe lutf-e-chaman yaad aayaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
mushtaaq hii dil barso.n us Guncha-dahan kaa thaa
yaaro mire aur us ke kab rabt suKHan kaa thaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
rashk-e-firdaus hai us Guncha-dahan kii KHushbuu
merii har saa.ns me.n hai us ke badan kii KHushbuu
Abdus Samad Aasi
Ghazal
suntaa jo hai ko.ii mire Guncha-dahan kii baat
bhaatii nahii.n hai us ko kisii gul-badan kii baat
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
kyaa navaa-e-abas ai Guncha-dahan karte hai.n
baaG me.n terii sifat murG-e-chaman karte hai.n
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
KHayaal-e-Guncha-dahan me.n za-bas-ki jaarii hai
hamaare ashk kii la.D motiye kii kaliyaa.n hai.n
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Hamid Husain Hamid
Ghazal
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
dil jo 'naushaad' lagaa.o to kisii gul-ruu se
jaan nikle to Gam-e-Guncha-dahan se nikle
Raja Naushad Ali Khan
Ghazal
har ek Guncha-dahan kaa yahii taqaazaa hai
jamaaliyaat kaa mai.n aaKHirii shumaara banuu.n
Farigh Bukhari
Ghazal
bebaak se gesuu liye maKHmuur nigaahe.n
vo Guncha-dahan sho'la-badan yaad rahegii