SEARCH RESULTS
Showing search results for "Guncho.n"
Ghazal MATCHES FOR "Guncho.n"
Ghazal
puuchhuu.n kabhii Guncho.n se sitaaro.n se havaa se
tujh se hii magar aa ke tiraa naam na puuchhuu.n
Kishwar Naheed
Ghazal
zid hai ki unhe.n maan ke sarKHiil-e-bahaaraa.n
Guncho.n kii taraf se ko.ii paiGaam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
de jazaa allaah tuu is baaGbaan-e-ilm ko
jis ne Guncho.n ko khilaayaa aur gul-e-tar kar diyaa
Qaisar hayat
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
buu nikalne lagii Guncho.n se to phir Dar kis kaa
ye KHabar sach hai to sayyaad ne aazaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Guncho.n ko e'tibaar-e-tuluu-e-chaman nahii.n
ruKH se ulaT naqaab ki mausam KHaraab hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Guncho.n se pyaar kar ke ye izzat hame.n milii
chuume qadam bahaar ne guzre jidhar se ham
Shakeel Badayuni
Ghazal
kuchh yaad rahe yaa na rahe zikr-e-gulistaa.n
Guncho.n ke chaTakne kii sadaa yaad rahegii
Anwar Sabri
Ghazal
tez aa.ndhii ko na fursat hai na ye shauq-e-fuzuul
haal Guncho.n kaa mohabbat se sabaa puuchhtii hai
Asad Badayuni
Ghazal
dil ta.ng hai shab ko kafan-e-nuur pinhaa ke
vo sub.h jo Guncho.n kii girah khol rahii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Guncho.n ke dil se puuchhiye lutf-e-shaguftagii
baad-e-sabaa pe tohmat-e-aavaargii sahii
Mahirul Qadri
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
phir dekh ke saahab jii usii KHaas nazar se
ummiid ke Guncho.n ko khilaa kyo.n nahii.n dete